EK BAR JAB BUDDHA JUNGLE MAI KHO GYE THE
Buddha apne student Ananda ke sath jungle se jaa rahe the din khatm hone ko aae thi per gaun nahi pahuch paya.
Buddha or Ananda kafi thak chuke the chalte chalte raste me ek kishan mila toh budha ne pucha ki gaun kitne dur hai
toh us kishan ne reply ki k bus 4 km or toh buddha ne smile ki us kishan ne v smile ki or dono nikal gye. jab 4km pura hua
toh gaun fir v nahi pahuche fir ek budhi aurat mile toh buddha ne pucha gaun kitne dur hai maa ji, toh aurat ne kha thore
dur he hai bus pahuchne wale ho bus 4km or reh gye hai toh buddha ne smile ki or aurat ne v smile back kiye fir buhha or
ananda nikal pare jab. 4km pure hue toh gaun fir v nhi pahucha ananda bahut gusse me aa gya toh raste me ek aadmi
or mila toh same question ka same answer dya . Ananda ne Apni bag rakh di or kaha ki mai ab or nahi jaunga mere se chala nahi ja
raha toh buddha bole thik hai yahi raat guzarte hai . Aanda ekha guru ji ek baat batao jo log rashte me mile aap ko jab v kha ki
ki 4km dur hai toh aap kyn haste the or wo v hans k reply karta tha toh buddha ne kha dekho mai ye gaun pehle jaa chuka hu mujhe
pata hai ki yeh kitne dur hai per jab wo batate the ki bus 4km toh wo jhooth nahi bol rahe the wo bus motivate kar rahe the
ki chalte raho pahuch jao gay .Human psychology hote hai agar kise kaam ke bare me pehle he bata dya jae ki ye kaam me bahut
kathin hai toh aap pehle he try karna chod dete ho or apne goal tak nahi pahuch pate.
Moral of the story
Life mai agar kuch goals or dream hai toh chalna start kardo her chota kadam aap ki manzil ki or le jae gi
chahe wo rashta kitna v bara kyn na ho aap paa loge apne sapno ko ..